Mera afsurda chehra kuch is liy b zarad rahta hai

Mera afsurda chehra kuch is liy b

zarad rahta hai.



K mujy apny alwa b kisi ka dard

rahta hai.



Tumhary dam se the ye sub dil k

rangenian.



Tumhary bad sara saal sard rahta

hai.



Tumhary bad baki to sub tekh hai.



Saqi



bus phly jahan dil rahta tha ab

wahan dard rahta hai.

No comments:

Post a Comment